telangana issue.....................

Published on by PRIYANKA THAKUR

telangana jo kinhi karno se ye chahta hai ki unki alag state bana di jaye ........... kyun ki unhe jo adikar milne chaiye bo mil nahi rahe unke sath kahin na kahin  ek common man ki tarha behavior nahi kiya ja raha hai.....................agar hum in bato ko dyan mein rakh kar chale to telgana ko ek alag state bana dena chaiye kyun ki bo jin pareshaniyo ka samna kar raha hai ............. agar koi or bi iska samna kar raha hoto to bo bi yehi mang karta ki hamien alag kar diya jaye taki hum jin chijo k hakdar hai kam se kam hm unke hakdar to bane............. toh isi tarha agar hum sb bato ko samne rakhe toh targana ko andhra pardesh se kuch nahi mila sibaye barbadi k kyun ki  hamesha agar usko diya bi hai toh uska 3rd part diya hai jis tarha se hydrabad jo telangana  ki district hai to bo aasi jagha hai jahan par sabse zyada revnue hai... or vahan par krishna or godhavri 2 rivers hai jinka benifit telangana ko sirf 10% se 12% tak hi unhe pani diya jata hai jb ki bo nadiya teangana ka hi part hai parantu unhe kitna kam pani diya jata hai.......... itne se mein bo kis tarha uska istmaal karte honge................ toh is tarha kayi baatien hai jinka bo samna kar rahe hai..........to agar unhone awaj uthai hai toh hamari government ko kuch na kuch kadam uthane chaiye.....................taki bo ache se zindgi ko jee sake...................... 

To be informed of the latest articles, subscribe:
Comment on this post